The existence of fluctuations in share prices
Share dar asal company ki janib se pepar work howa karta hai jis par khareedne Wale ka naam Kimat aur share ki Writing number Tahrir rahti hai Oske alawa bhi Koch bouniyadi chizen Recordtawor par Tahrir hoti hai share ki prices mein utar charao ki bahut si Existence hain Jinka Detailed coverage yahan momkin nahi albatta nomaya Existence mai bayan ki jati hai sab se pahli chiz jo share ki prices mai ajafa Increase ki waja banti hai companyon ki bahtarin kar gardagi aur pedawar jab bhi chizon mai bahtari wake hoti hai to os se share ki prices charao aata hai Management ki Qualifications aur market Demand dosri bouniyadi waja hai jis ke sabab share ki prices mai ajafa Increase hota hai usually aam tawor se jab bhi company business mai ajafa hota hai to company ko Profit aur jab bhi woh hasil shoda Profit ka Koch hissa apne khareedo Buyers ke darmiyan Taksim karne ka erada karta hai to osse bhi share ki price badti hai aur aur os ke saath jab bhi company ki Performance bahtar hoti hai to bahut se log os company ke share ko (purchas /Buy )karne ki koshish ki karte hain os se bhi share ki price mai ajafa hota hai ossi tarha Jin logon ke pas os company ka share hota hai woh bhi khod Profit ki touke Expectation karte howe jiyada se jiyada price par os company ke share ko farokht sell out karna chahte hai os waja se bhi share ki price mai ajafa hota hai dori aham bat eh hai ke jab bhi company ki Performance se log bahut jiyada motasir hote hai aur eh tasawor karne lagta hain ke is bar company bahut jiyada Profit aur Bonus (divided) degi to aayse moke par par bhi log os company ke share jiyada se jiyada ( purchas /Buy ) ki koshish karte hain (As a result) os share ki price bar jati hai kabhi aayesa bhi hota hai ke shareholder ki number share Buy karne walon se jiyada ho jati hai lehaja jab bhi share ki tslab Demand mai ajafa hota hai aur oski (Logistics /Stationary) supply ho jati hai to oski waja se bhi share ki price mai charao aane lagta hai
Os ke bar khelaf jab bhi kisi company ki Performance kharab hoti hai to os ka asar share ki price par hota hai share kareedar is company share sell out karna chahte hai os company ke share jitne logon ke pas hon ge sab on ko sale karna chahe ge Result eh hoga ke kareedar Kam ho jaye ge aur sale karna Wale jiyada ho jaye ge share market mai os share ki price gat jaye gi Vasa aowkat aayesa bhi hota ke share ki price apni asal price se bhi jiyada Kam ho jati hai misal ke tawor par kisi company ke share price 10 ropaye fi share khareeda Lekin Above belawaja se price mai girawat aagayi aur ab os share ki stock market mai price 5 ropaye ki hogayi majeed (In addition) black marketing aur hoarding ki waja se bhi share ki prices ko motasir karti hai jese mowsam Jang o jadal election aur afat wagera ki waja se bhi share ki price ko motasir karte hai in tamam wajud ke saath stock market se choor bad Maas kisam ke log bhi monsaslik hote hai
Woh bhi market mai Microcosm karte rahte hai aur onki waja se bhi share prices gatti oarti rahti hai
Hokomate hind ne Microcosm ko rokne ke liye Koch qawanin Laws bhi Status pas kiyew hai agar in qawanin ka istamal hoto is tarha ki shikayaton ka Silsila band ho jaye
Dosto aaj ke liye bas etna hi aur Jakarei aane Wale wakt mai
Saidur rahman
Comments
Post a Comment