Demat system
blog post Article 1
01) List of articles
02) What is share
03) Types of shares
04) preferences share
05) equity share
06) sensex
07) stock exchange
08) SEBI introduction
09) responsibilities of SEBI
10) Demat system
Introduction to Demat System
Demat aur dematerialisation English language ke alfaz hai uski bouniyadi mana kisi Material ko gayer material cheez mai Change karna hai
Share market ki Term mai Usk matlab paperwork shares certificate ko electronic
shakal mai change Karna
Maujod stock market aur internet banking
Mai Uska kafi aham rool hai
Past mai companiyon ke shares ko log paperwork certificate ki shakal mai rakh te the aur us wokt ki zarorat vi thi kiyon ke uske elawa woh os wokt koiy aur vi sahulat nahi thi Lekin jese jese
Information technology bilkhusos computer aur internet ki duniya mein tarakki howi Usk asar zindagi ke bahut se Fields par para
Commercial world ki tarakki aur Speed computer aur internet ka kafi amal dakhal hai onki aamad se stock market aur banking ke Medan mai bhi be intaha tarakki howi hai
Us system ne hafton ka kaam ganton mai samet kar rakh diya
Further more Protection miyar
Security system ko vi para diya us system ke aane ki waja se share certificate ya bank not ko har wokt wallet mai rakh kar ghumne ki zarorat khatam ho gayi demat system bilkol internet banking system ki tarah hai jis mai ek martaba bank mai currency jama karane ke baad account holders currency electronic shakal mai move ho jata hai
Uske baad account holder jab chahe apne currency ko internet ke zarye dosre account mai Move kar sakta hai ya DEBIT CARD ki madad se kisi Store se zarorat ki koiy cheez kareedar Sakta hai us system mai kagzi not yani ropaye ke tabadle ki zarorat nahi rah jati hai balke ELECTRONIC tawor se pese ko dokan dar ke account mai move kar diya jata hai thik ussi tarha ek martaba
DEMAT ACCOUNT mai apna paperwork
Share certificate jama karane ke baad jab chahe usse sall kare ya kisi aur accounts mai move kar den
Dosto aaj ke liye bas etna hi aur Jakarei aane Wale wakt mai
Saidur rahman
very very nice
ReplyDeletesuperb
ReplyDelete